Yeh Surah Ikhlas Ki Ehmiyat
Yeh Surah Ikhlas yani Qul Huwallahu Ahad ke naam se jani jati hai. iss naam ki waja youn bayan ki gai hai ke chunke is mein Allah ko wahdaniyat se toseef ki hai to iss liye ise tauheed naam diya gaya hai, aur chunke Surah Ikhlas mein insan ko shirk se khalis paak karti hai aur iss ke natije main insan jahanum ki aag se bach jata haiisi wajah se is ko Surah Ikhlas ka naam diya gaya hai.
Yeh Surah Ikhlas Ke Wazaif
Surah Ikhlas ko rozana parhne se 9 fayde hasil hote hain.
- Surah Ikhlas se Allah rab ul izzat 300 darwaze ghazab ke band kare ga.
- Surah Ikhlas se Allah Ta'la 300 darwaze rehmat ke khole ga.
- Surah Ikhlas se Allah Ta'la 300 darwaze rizk ke khole ga.
- Surah Ikhlas se Allah Ta'la apne ilm se ilm de ga , Allah Ta'la apne ghaib se bgair mehnat ke rizk de ga.
- Surah Ikhlas se 36 martaba Quran mukamal karne ka sawab mile ga.
- Surah Ikhlas se 50 saal ke gunah maaf honge.
- Surah Ikhlas se Allah Pak jannat mein 20 bangle da ga, Yaqoot, Marjan, Zumurd ke bane hue hon ge har bangley main 70000 darwaze hon ge.
- Surah Ikhlas se 2000 rak'at nafal parhne ka sawab mile ga.
- Surah Ikhlas se Jab bhi mary ga to janazy main 110000 farishte shamil hon ge.
Lover
ReplyDelete